Social App Builder
Social App Builder
नया ऐप बनाएं
English
Azərbaycan dili
Bahasa Indonesia
Bahasa Melayu
Čeština
Dansk
Deutsch
Español
Français
Hrvatski
Italiano
Lietuvių
Magyar
Nederlands
Polski
Português
Română
Shqip
Slovenčina
Slovenščina
Suomi
Svenska
Tiếng Việt
Türkçe
Ελληνικά
Български
Македонски
Русский
Српски
עברית
العربية
हिन्दी
বাংলা
ภาษาไทย
ქართული
中文
한국어
日本語
Other Languages
खाता बनाएं
साइन इन करें
Kya Tum Nawab Ki Aulad Hai?
This quiz will let you determine if you are a "nawab ki aulad" or not? The questions asked here judge how nawabi you are in real life.
शुरू
शेयर करना
Kya Tum Nawab Ki Aulad Hai?
Juice centre ki dukaan pe ( Milan juice centre)
प्रश्न 1 out of 5
Bike pe aake, gaadi pe se utarte, 6 rupay ka single mausambi peete, ek bada goldflake lete, aur right hojate.
car me aate , utarke jaake cigarette lelete, waapsi me bacche se ek single mausambi mangaate
car me aate dost ke saath, tum cigarette nai peete, dost ke waaste utar ke jaake cigarette laate... ate ate do single mausambi bhi lalete.
car me aate, beech road pe rokte.. aina neeche karke bacche se single mausambi mangaate, aur ek bada goldflake mangaake , bache so paise bacche ku rakhlo bolte.
Kya Tum Nawab Ki Aulad Hai?
Hotel Alhumdulilah pe...
प्रश्न 2 out of 5
dost ke saath jaate... une biryaani mangaliya to khud kahan paise diyo bolta ki bolke usku taklete baithte...
dost ku alhumdulilah pe khilao bolte,dostan talawa gosh mangaaye to khud badepane se full chicken biryaani mangalete aur baadme paise bhi khud dete.
kabhi kabar dostan biryaani khiladiye to khud jaake bagar bole cold-drinks aur cigarette lalete.
single talawa gosh aur do roti mangaate.
Kya Tum Nawab Ki Aulad Hai?
Pizza hut pe date pe....
प्रश्न 3 out of 5
bahar se andar jhaank ke bolte, mere pehchaanat ke logan hai andar chalo kahin aur jainge bolke softy den me jaake veg pizza khiladete bichaari ku
Chicken supereme pizza large(total 8 slices; she eats only 2 slices) stuffed crust extra cheese extra toppings, garlic bread, 1 softdrink per 3 slices, phir pizza hut ki icecream aur jaate waqt waiter ku tip.
jigri dost ke saath uske date pe jaate... undono khaate, bill tumhare se pay karate.
medium pan pizza mangalete , soft drinks ke saath, phir softy den ku jake ice-cream khiladete.
Kya Tum Nawab Ki Aulad Hai?
College me, exam ke time....
प्रश्न 4 out of 5
mauka mile jab chupa chupa ke chittion me se marke likhte... naito exam khatam hue tak chittian gande hojate.
observer neeche chai peene gaya to dusre department ke dostan tumhare set ke answers laake dete tumhari class me...
saamne wali bacchi tumhare ku chitti deti maarlo bole to tumku lagta invigilator observer ku boldinga bolke nai lete chitti...
tumhari all in one, tumhare paise, tumhara mini xerox, aur answers bhi tum dhundte , aur dhundke apne doston ku pass karte.
Kya Tum Nawab Ki Aulad Hai?
mobile .. (which sim?)
प्रश्न 5 out of 5
Airtel ... Full network, chaubis ghante phone pe lageve rehte.. balance bhi full rehta, bade rechargejan karate... ghar ke bahar hun bolne msg nai karte balke call karke bolte.
Docomo, free ki sim aur unbelievable milren the bolke leliye... network baigan me milawa hai magar.. tumaaku koi call nai karta.. hamesha unavailable, isliye tum sabku call karte.
reliance/tata ... phone me hamesha zero nahi to negative balance rehta.. doston ku bolte baap ek 10 ka recharge karade paise kal dedetaun... , na miss call karte na msg karte... aur amma bawa ke siwa koi phone bhi nai karte...
Vodafone. kabhi kabar recharge karalete phone me aur balance raha to call karte naito miss call dete ya msg kardete.
Norwood_Ruecker
द्वारा बनाया गया
अपनी खुद की क्विज बनाएं
Online People - डेटिंग, चैट और नए लोगों से मिलें
सुझाए गए क्विज़
Hindi
Vithal Gaikwad
Ewqewqewqewqewqe
Booster Gang Quiz
JjkJjko mkk
Vithal Gaikwad
Khhhhhhhhhhh
How Loved Are You..?
What Type Of Sleeper Are You ?
What Type Of Hearth Do You Have?
What is Love for you?
What Age Should You Really Be?
Are You And Him Meant To Be?
Palm Reading
Which Zodiac Sign Are You Most Compatible With?
Friend, Flirt Or Flame?
What Kind Of Sports Should You Get Involved In?
What Kind Of Beautiful Are You?
Will You Be Rich?
What Car Were You Born To Drive.
What Type Of Ex Are You?
Does He/She Love You As Real ?
What Chocolate Bar Are You?
What Crying Eye Colour Are You?
Personality Type ?
Which 'Kal Ho Na Ho' Character Are You?
Which Fashion Brand Are You?
What Pop Star Loves You?
What Rugby Posistion Are You?
What Will Happen To You Next Year
अधिक क्विज़
सुझाए गए मतदान
मत अभिमत
Next Primeminister Frm Maoist
टिष्टा र काँगडा पनि नेपालको
V-Hang Itna Jadya Kyun Hain ??
तपाइँको बिचार राष्ट्र निर्माणको आधार
Pits_Bits
Shri Sai Satcharita
Nigehban Ankhe
Save Gaumata
Naruto Battle I
Home Or Away
Which One
अधिक जनमत
सुझाए गए ऐप्स
दिमाग खराब
Aap Ka Luck
दिमाग खराब
Will Your Boy/Girlfriend Dump You Today?
What Hero Are You Most Like
Love Test
और ऐप